India ke Military Awards
Military medals
[badlo | source ke badlo]Military ka awards:
- Jungsamay gallantry awards
Param Vir Chakra (PVC) | |
Maha Vir Chakra (MVC) | |
Vir Chakra (VrC) |
- Peacetime gallantry awards
Ashok Chakra(AC) | |
Kirti Chakra (KC) | |
Shaurya Chakra (SC) |
- Jungsamay mehtvapoorn seva medals
Sarvottam Yudh Seva Medal (SYSM) | |
Uttam Yudh Seva Medal (UYSM) | |
Yudh Seva Medal (YSM) |
- Jungsamay mehtvapoorn seva medals
Param Vishisht Seva Medal (PVSM) | |
Ati Vishisht Seva Medal (AVSM) | |
Vishisht Seva Medal (VSM) |
- Mehtvapoorn seva aur gallantry medals
Sena Medal (Army) (SM) | |
Nausena Medal (Navy) (NM) | |
Vayusena Medal (Air Force) (VM) |
Seva aur campaign medals
[badlo | source ke badlo]Lamba seva awards
[badlo | source ke badlo]Meritorious Service Medal | |
Long Service and Good Conduct Medal | |
30 Years Long Service Medal | |
20 Years Long Service Medal | |
9 Years Long Service Medal | |
Territorial Army Decoration | |
Territorial Army Medal |
Independence medals
[badlo | source ke badlo]Indian Independence Medal | |
75th Independence Anniversary Medal | |
50th Independence Anniversary Medal | |
25th Independence Anniversary Medal |
Military reconnaissance and exploration medal
[badlo | source ke badlo]MacGregor Medal[1] |
Mention in Dispatches
[badlo | source ke badlo]Mention in Dispatches 1947 se banaaye hai, mehtvapoorn seva operational jagah aur gallantry jo gallantry awards ke liye sufficient nahi hai.[2]
Army, Navy and Air Force log aur Reserve Forces, Territorial Army, Militia aur dusre lawfully constituted Armed Forces, Nursing Service aur Civilians Armed Forces ke niche jo kaam kar rahe hai.[2]
Log jo dispatches posthumously mein shamil hai aur ek se zyada awards hasil ki hai bhi mumkin hai. Mention hasil karne wala despatch mein ko mauka di jati hai, lotus leaf ke rup mein ribbon campaign medal revenant roop mein. Mistry of defense se certificate di jati hai.[2]
Commendation Card
[badlo | source ke badlo]Sabh teen branch military issue commendation cards ke jo jo badges di gayi hai "individual acts of gallantry ya mehtavapoorn service ya devotion ya kaam operation ya non-operational jagah mein. Gallantry award jaisa hai. Bravery ya mehtvapoorn ya special service ke liye hai. Yeh award posthumous nahi hai.'
Sabh teen branches commendation cards chapte hai at highest level of officer (Chief of the Army Staff, Chief of the Naval Staff and Chief of the Air Staff). Lower levels pe awards vary karte hai seva ke beech.[3][4][5]
Pehne ka order/Ribbons(Medals)
[badlo | source ke badlo]Award Winners
[badlo | source ke badlo]Military Cross
“MILITARY CROSS” 31 dec 1914 se shuru hai World War 1 ke samay. Commissioned Officers Army ke rank Major and Warrant Officers tak ke liye hai yeh award, yeh posthumously bhi di ja sakta hai. Bar ya ribbon bhi di jati hai. Design: Silver cross medal aur imperial crown har haath par cross ka aur Royal aur Imperial Cypher GRI beech mein.
Ser No | Rank | Name | Year |
1. | Sub Maj | Ganapat Patil | WW – II |
2. | Lt Col | Ujagar Singh | WW - II |
3. | Sub | RR Shinde | WW - II |
MBE
Ser No | Rank | Name | Year |
1. | Lt Col | Atma Ram Pannu | WW - II |
Param Vishist Seva Medal
“PARAM VISHISHT SEVA MEDAL” sabse mehtvepoorn aur exceptional order ke liye. Bani se "VISHISHT SEVA MEDAL Class I" 26 January 1960 ko aur bad mein banyi “PARAM VISHISHT SEVA MEDAL” 27 January 1967 mein. Post Humously bhi bana ja sakta hai. Design. Gol shape ka, gold gilt ki bay hui. Age ke side pe paanch pointer star aur peeche state emblem likhawa 'PARAM VISHISHT SEVA MEDAL' hindi mein upar ke rim pe. Gold color ka ribbon hai aur 2 part mein divided hai ek dark blue stripe se.
Kirti Chakra
“KIRTI CHAKRA”conspicuous gallantry dushmano ke chehre pe ke liye diya jata hai. Bana gayi "ASHOK CHAKRA Class Two" 04 January 1952 per aur bad mein "KIRTI CHAKRA" 27 January 1967 par banaya gya. Posthumously bhi di jaati hai. Chandi ka banaya gya hai, aage ki taraf replica Ashok's Chakra ka aur beech mein ek lotus wreath aur lotus ke leaves ke pattern, ful aur bu rim par. Piche ki taraf KIRTI CHAKRA likhawa hai, Hindi aur English mein 2 lotus ful English aur hindi ki likhne ke beech. Ribbon hara rang ka hai aur silk mein banaya gya hai teen hisso se divide hua hai do orange vertical lines se. Hara ek auspicious rang hai aur orange sacrifice aur renunciation ka matlab hai.
Ati Vishist Seva Medal
Ati Vishist Seva Medal“ATI VISHIST SEVA MEDAL” mehetva seva sabhe se uncha order tak ke liye hai. 26 January 1960 ko banayi gais "VISHISHT SEVA MEDAL Class II" aur uske baad "ATI VISHISHT SEVA MEDAL" sann 27 January 1967 ko. Posthumously bhi di gais. Design: Sada chandi ka banyis, aage embossed 5 point ke star. Peche embossed state emblem ke replica likhi gais ATI VISHIST SEVA MEDAL hindi mein. Ribbon sona rang ka hai aur 3 hisso mein hai aur do dark nile vertical line se divide hai.
Vir Chakra
“VIR CHAKRA”, Bharat/India ka teesra sabse mehtvapoorn gallantry award hai aur gallantry dushman ke presence ke samay, zameen ya paani ya hawa ke kamo ke liye di jaati hai. Posthumously bhi di jaati hai. President se lagaya hua 26 January 1950 ko. Design. Sada chandi ka banaya gya aur gol shape ka hai. Aage embossed paanch pointed tara sare point rim ko chute hue. Tara pe ek chakra hai beech mein aur chakra ke andhar ek dome centerpiece jaha pe state emblem likha hai motto ke saath. Pice VIR CHAKRA hindi aur English mein do lotus ful dono version inscription ke.
Shaurya Chakra
“SHAURYA CHAKRA” gallantry dushman ke chehre per ke liye di jaati hai. 04 January 1952 ko "ASHOK CHAKRA Class Three" ka naam diya gay tha aur baad me 'SHAURYA CHAKRA' sann 27 January 1967 ko. Posthumously bhi di jati hai. Design. Gol shape aur bronze ka hai. Piche replica Ashoka's Chakra ka lotus wreath se surround kiya hua aur pattern hai lotus leaves, ful aur bid ka rim par. Piche embossed kiya hua SHAURYA CHAKRA hindi aur English mein done version lotus se separate hue. Ribbon is hara rang aur silk divided 4 equal parts mein teen orange vertical stripes se.
Sena Medal
“SENA MEDAL” most exceptional devotion aur kaam ya courage jo army ke liya Jane jata hai. 17 June 1960 be banaya gya hai. Posthumously bhi di jata hai. Design: Medal gol hai aur chandi ka banaya hai. Age ki taraf ek unscathed talwar embossed hai. Piche ki taraf embossed hai ek armed soldier likhne ke saath SHAURYA CHAKRA hindi mein embossed upar ke rim par.
Vishist Seva Medal
“VISHISHT SEVA MEDAL” mehtvapoor service sabse unche order ke liye di jati hai. 26 January 1960 ko banaya gya hai "VISHISHT SEVA MEDAL Class Three" se aur baad mein "VISHISHT SEVA MEDAL" 27 January 1976 jo badly gya. Posthumously bhi di jaa sakti hai. Design: Gol shape hai aur bronze ki banayi gayi hai. Age ke taraf panch pointed star embossed hai. Peeche ki taraf State Emblem ki replica likhawa 'Vishisht Seva Medal' Hindi mein upar ke rim par. Ribbon gold gold ka hai aur 4 taraf divided hai dark blue vertical stripes se.
Mention -in- Despatches
- ↑ SSBCrack (2017-02-18). "Ever Observed Colorful Ribbons On Soldier's Uniform? Here's What They Mean". SSBCrack (in English). Retrieved 2021-02-18.
- ↑ 2.0 2.1 2.2 "Mention in Dispatches". Indian Army. Retrieved 5 October 2014.
- ↑ http://indianarmy.nic.in/writereaddata/documents/new_pattern.pdf Template:Bare URL PDF
- ↑ "The Official Home Page of the Indian Army".
- ↑ "Army's New Norms for Commendation Badges - Livefist". 13 August 2009.