Aurat
Ek aurat ek barre muannas (female) insan ko kaha jaye hae. Aurat aksar bari (20+ salla) ko kaha jata hai jab k choti k liye lafz Larki istmal hota hai.
Lafz ki asliyyat (Etymology)
[badlo | source ke badlo]Aurat Arabi zuban ka lafz hai jis ka matlab hai ghair-mahfooz (unsafe). Islam mein jism k jo hisse chupana zaroori hain, unhein bhi Aurat hi kaha jaye hai.
Jism ki Banawat
[badlo | source ke badlo]Aurat ke Jism boht se mushkil nazamon (systems) aur a'aza (organs) par mushtamil howe hai. Aurat aksar mard k liye bais-e-kashish (attractive) howe hai. Ii aurat k Jism k ehm hisse howe hain
Chehra
[badlo | source ke badlo]Chehra aurat k Jism mein sar k samne aur neeche paya jaye hai. Chehre par do aankhein, do hont (lips), Do rukhsar, aik naak, aik maatha aur aik thori howei hai. Aurat ka chehra uske husan (beauty) ki numaish howe hai.
Chatian
[badlo | source ke badlo]Chatian aurat k Jism ki agli tarf seene par waqia howein hain. Ii 2 ubhre hoe hisse (parts) howe hain jin mein se doodh (milk) aawe hai aur chota bachha (baby) use peewe (drink) hai. Ye aurat k jism k doosre jinsi (sexual) hisse howe hain jo aurat k jawan hone k saath barhte chale jaate hain aur bari umar mein latk jate hain. Is amal ko chati ka latkao ys breast ptosis kehte hain.
Jinsi Hisse
[badlo | source ke badlo]Aurat k Jinsi hisse uske jism k woh hisse howe hain jo bacha peda karne k kaam aawe hain. Aurat k jism mein Rahm (bacha dan) mein naswani hormones (eggs) howe hain jo mard k kirmo (sperm) k saath mil kar fertilize ho kar bacha peda karen hain. Rahm mein bacha 9 maheene rahta hai aur khorak (nutrition) hasil karta hai jis k ba'd Rahm k patthe (muscles) bache Ko bahir dhakel dewe hain. Chatian bache ko milk pilane k kaam aati hain aur ba'z societion mein mardon ko attract karne k kaam aawe hain.
Muashre (society) mein Aurat ka kirdar
[badlo | source ke badlo]Auraton ko aksar mardon k matehat rehna pare hai. Europi auratein aksar azad khayal aur besharam howein hain. Americi aur europi Auraten aksar chote kapre pehnati hai. Mashraqi dunya mein auraten izzat ki alamat samjhi jati hain. Unko maghrabi Dunya ki mukhalifat karne ka kaha jaati hai. Africa mein shamaali hisse mein auraten islami tehzeeb k teht sharm-o-haya wale kapre pehnati hain jab k wasti aur janoobi hisse ki auraten (khas kar Namibia, Swaziland, Kenya, Ethiopia aur Wasti Africi Jamhuriya) ki auraten taleem aur taraqqi kam hone ki waja se adh-nangi halat mein rehti hain.