sadasya ke baat:Bidsar
Appearance
बीदसर (Bidsar) | |
Coordinates | 27°52′11″N 75°12′53″E / 27.869763°N 75.214591°E |
Country | India |
State | Rajasthan |
District(s) | Sikar District |
Sarpanch | Sushila Devi |
Population | 2,446 (2011[update]) |
Time zone | IST (UTC+05:30) |
Climate Temperature • Summer • Winter |
• 46 °C (115 °F) • 1 °C (34 °F) |
Distance(s)
| |
Codes
|
Bidsar (बीदसर), ya Beedsar Sikar zile ki Laxmangarh tehsil ka ek ganv hai,jo ki India ke Rajasthan rajya me aata hai. Ganv Laxmangarh ke Purab me 21km aur Nawalgarh ke Uttar-Pachim me 6km padta hai.Ganv ke simavarti ganv aur kasbe Birodi Bari, Bidasar, Mirzwas, Dundlod, aur Nawalgarh hain .
Itihaas
[source ke badlo]Pre-Indian Independence
Yah ganv Aazadi se pahle se hi Garhwal Jats dvara parbhutav sthapit hai. Yesa maana jata hai ki Bidsar ko Bida naamak vayakti ne basaya tha.
Ganv Ki Sarkar
[source ke badlo]Bidsar,Beedasar Panchayat ke antargat aata hai. Neta ka sirshak Sarpanch hai aur Ganv me 16 ward sadsya chune jate hain.
Sikshya
[source ke badlo]See also
[source ke badlo]External links
[source ke badlo]- Details of Sarpanch in Sikar
- List of all villages of Rajasthan with their Panchayat Samiti
- Sikar District Official Web Page
Ii ek jagha article ke baare me ek chhota panna hae. Aap iske lamba karke Wikipedia ke madat kare saktaa hae. |