Shiv Kumar
Appearance
Shiv Kumar Bharatiya film abhineta, nirmata aur nirdeshak the.unhen vishesh roop se Brajwood ke liye jana jata hai, Braj Bhasha ki pahli film unhone hi banayi thi.[1]
Filmy kaam
[badlo | source ke badlo]Shiv kumar ne apne filmy jeevan ka aarambh 1965 main aayi film "Poonam Ki Raat" se kiya tha. Unhone kai hit hindi filmen bhi banayi, warsh 1982 main unhone braj bhasha ki pahli film "Brij Bhoomi" banayi.uske baad unhone kucch anya filmon main bhi kaam kiya.[2]
Nidhan
[badlo | source ke badlo]Shiv Kumar ka nidhan 2 september 2018 ko Aligarh sahar ke ek nizi aspatal main ho gaya.[3][4]
Sandarbh
[badlo | source ke badlo]- ↑ "ब्रज भूमि फिल्म के निर्माता शिव कुमार नहीं रहे". जागरण.
- ↑ "नहीं रहे अमिताभ बच्चन के को-स्टार, लंबे समय से गंभीर बीमारियों से रहे थे जूझ / नहीं रहे अमिताभ बच्चन के को-स्टार, लंबे समय से गंभीर बीमारियों से रहे थे जूझ".
- ↑ "प्रसिद्ध निर्माता-निर्देशक शिवकुमार नहीं रहे". m.livehindustan.com.
- ↑ "नहीं रहे ब्रज को बॉलीवुड में चमकाने वाले शिवकुमार". Youtube.