NBA
National Basketball Association (Abbreviation NBA) ek American basketball sports league hai jisme 30 teams hai. Ek team me 15 se 20 khiladi hote hai. Lage mein 600 khiladi hote hai. Zyada tar log United States aur Canada ke hote hai aur international kihladi Europe aur South America se bhi shamil hai. Khiladi college aur NCAA se draft ho kar aate hai. Championship Rings di jate hai jitne team ke khiladi(s) ko. Shri David Stern iske longest serving commissioner hai. Iske video games hai; NBA 2k, NBA Live, NBA Playgrounds, NBA Street.
Description
[badlo | source ke badlo]Li league mein divisions aur conferences hote hai jaise Eastern aur Wester conference. Aur divisions jaise Atlantic, Central, North West, South West, South East and Pacific. Atlantic, Central aur South East Eastern Division se hai aur North West, South West aur Pacific Eastern division se hai.
League ke ant mein league ka MVP chuna jata hai aur dusre awards bhi diye jate hai jaise Defensive Player of the Year, Coach of the Year, Rookie of the Year, Sixth Man of the Year, Most improved player, All NBA team, All Rookie Team aur All Defensive Team. Dusre honors hote hai, Clutch Player of the Year, Hall of Fame induction aur Executive of the Year.
Drafts ke samay teams ke liye players chune jate hai. Li ke waqt Free Agents aur Transfers bhi kiye jate hai aur li league ke mashoor scheduling bhi dikhaya jata hai. [1]
Playoffs: 2 conferences se 8 team ki chunau hoti hai aur woh 8 team playoff tak jate hai. Har play-off game 7 game mein khele jate hai, jinka 7 game mein zyada jeet hote hai jaise (4-3) jitne wale team ko zyada mauka milta hai final tak, finals mein bhi same format hota hai. Ke ant mein NBA ke finals MVP aur champion chune jate hai.
Positions: Point Guard, Shooting Guard, Small Forward, Power Forward aur Center. Denotations, G, PG, SG, F, SF, PF, C.
All Star Game: All star game mein dono conference ke sabe mehtvapoorn(best) khiladi public aur NBA se chuna jate hai aur aur inka 12 side game hota hai. All star game mein slam dunk contest, 3-point contest bhi hota hai aur celebrity basketball bhi khela jata hai. NBA All Star ke MVP bhi chune jate hai.
Basketball ke merchandise ke sponsor hote hai: Adidas, Spalding, Jordans, Li-ning, New Balance, Puma, Under Armour, Converse, Gatorade, ESPN, aur Nike
Atlanta Hawks | Boston Celtics | Brooklyn Nets | Cleveland Cavaliers |
Dallas Mavericks | Denver Nuggets | Detroit Pistons | Golden State Warriors |
Los Angeles Clippers | Houston Rockets | Indiana Pacers | Los Angeles Lakers |
Minnesota Timberwolves | Memphis Grizzlies | Miami Heats | Milwaukee Bucks |
Orlando Magic | New Orlean Pelicans | New York Knicks | Oklahoma City Thunder |
Toronto Raptors | Philadelphia 76ers | Phoenix Suns | San Antonio Spurs |
Washington Wizards | Utah Jazz | Portland Trailblazers | Charlotte Hornets |
References
[badlo | source ke badlo]- ↑ Football aur Soccer