Jump to content

Koupalu

Wikipedia se
file:Koupalu (AKA Koubaru or Koubru) — Guardian of the Northwest — Personification of Mount Koubru — Receiver of puppies as offerings — Classical Meitei mythology & religion (Sanamahism AKA Lainingthouism) of Kangleipak civilization.jpg
Koupalu

Koupalu ya Koubaru ya Koubru Prachin Manipur ke Sanamahism aur Meitei Manipuri pouranik katha ke ek dewata hae. Waha uttar paschim dishaa ke rakshak dewata hae.[1][2] Kahani ke douran we Prachin Manipur sabhyata ke sanshthapak hae.[3] Unki patni Kounu dewi hae aur unka putra Loyalakpa dewata hae. Waha Koubru Parvat me rahete hai.

Sandharbh

[badlo | source ke badlo]