Haryanvi cinema
Appearance
Haryanvi cinema Haryanvi main filmen banane ka udhyog hae, jo mukhya roop se haryana main sakriya hae[1]
Itihaas
[badlo | source ke badlo]Hariyanvi main bani pahli film Beera shera thi jo bleck and white film thi aur 1973 main release hui. Uske baad kai haryanvi film release huin. "Chandrawal" ko ab talak ki sabse safal haryanvi film mana jata hae.[2][3]
Vartman main Haryanvi cinema
[badlo | source ke badlo]Adhunik samay main haryanvi cinema main gaane bahut prichlit hain. haryana main Haryanvi gaane bahut lokpriya huye hain. Uttar Kumar, Vijay Verma, anjali raghav famous artist hain.[4] Ab haryanvi cinema ke vikas ke liye Haryana sarkar ne nai neetiyan banayi hain.[5]
sandarbh
[badlo | source ke badlo]- ↑ "Archive copy". Archived from the original on 2019-10-30. Retrieved 2019-10-30.CS1 maint: archived copy as title (link)
- ↑ "हरियाणवी सिनेमा को प्रोत्साहन दे सरकार".Template:Fix/category[dead link]
- ↑ "सिनेमा घरों में हरियाणवी फिल्में दिखाना होगा अनिवार्य".
- ↑ "हरियाणा फिल्म बोर्ड बनने से हरियाणवी फिल्मों को मिलेगा बढ़ावा". m.haryana.punjabkesari.in.
- ↑ "हरियाणवी फिल्मों के स्तर को ऊंचा उठाने के लिए सरकार करे प्रयास: यशपाल शर्मा". News18.