Bar region (Jatka Wasaib)

Wikipedia se

Bar region, ya Jatka Wasaib wo area hai Jahan Jatki bhasha boli jati hai. Ye area Pakistan ke province [[Punjab (Pakistan}|Punjab]] main hai. Iss ka area 49,121 km² hai aur population 26,374,221 hai. Bar region main ye districts aatay hain:

  1. Jhang
  2. Sargodha
  3. Bahawalnagar
  4. Toba Tek Singh
  5. Chiniot
  6. Khushab
  7. Sahiwal
  8. Pakpattan
  9. Okara
  10. Khanewal
  11. Vehari

References[badlo | source ke badlo]