Sanoda

Wikipedia se
Gujarat ke map me Sanoda dekhae hae

Sānodā (Tā. Dehgām) Bhārat mei desh ke pachvim bhāg mei

Gujarāt rājya ke madhy bhāg mei Gāndhinagar Jile ke kul 4 (chār) tāluko mei Dehgām tālukā kā ēk mahatvpurn gāv hae. kheti, khetmajduri aur pashupālan sānodā gāv ke logon kā mukhy vyavashāy hae. sānodā gāv mei gehun, bājrā, kapāsh, arandi aur sabjiyon ki fasal ugai jāti hae. sānodā gāv mei prāthamik vidhyālay, mādhyamik vidhyālay, uchchatar mādhyamik vidhyālay, sānodaā bank of india, punchāyatghar, ānganvādi, prāthmik ārogy kendr aur dēri jaisi suvidhaē upalabdha hae. sānodā mei mukhy pravesh dvār, sahkari sēvā mandal, sānodā bhakt sēvā samāj, pāni ki tānki.

khāri nadi

sānodā gāv ki najdik khāri nadi hae.

Jansankhyā[badlo | source ke badlo]

2001 ki jangananā ke anusār sānodā ki jansankhyā 5,078 hae. jis mei 2,631 male aur 2,447 female hae.

Schools[badlo | source ke badlo]

sānodā ādarsh prāthamik vidhyālay (Gujarāti aur English mādhyam school)
  • Patel M. J. Highschool Sānodā (Gujarāti mādhyam school)
  • sānodā mādhyamik vidhyālay (Gujarāti aur English mādhyamik school)
Sānodā uchchatar mādhyamik vidhyālay (Gujarāti aur English mādhyam uchchatar mādhyamik school)
  • College (Gujarāti aur English mādhyam College)

Dhārmik sthalo[badlo | source ke badlo]

  • Mahādev mandir
  • Mahākāli mātāji mandir
  • āsāpuri mātāji mandir
  • Chāmundā mātāji mandir
  • Dasā mātāji mandir

Dekhane lāyak sthalo[badlo | source ke badlo]

Mahādev mandir (ye mandir mei melā bhi hotā hae.
  • Khāri nadi

Sandarbh[badlo | source ke badlo]