MÜNE

Wikipedia se
MÜNE

Pranay Sharma joki MÜNE kai naam se bhi jane jate hae ek 27 saal kai electronic music producer & Songwriter hae.[1][2] Inka janam 18 June 1994, indore, Madhya Pradesh india me hoa tha.

Shurvaat ki zindagi :[badlo | source ke badlo]

Pranay ek kisaan Parivar se hae inke dada ji ek kisan the inke papa ne bhi kisani ki hae aur padhai khatam karke waha indore aake police force join Karli thi.

Pranay ka bachpan behat hi saral or aam hi raha hae unke pas jada kuch nahi tha

Lekin waha baharke sangeet me badi rochi rakhne lage  badi choti umar se hi

Aur fir 2009 me pranay ne Avicii ka sangeet suna aur waha us se itna jud gaye ki waha unki predna ban gaya or fir pranay ne ye than liya ki waha bhi Avicii ki tarha sangeet banayenge.

Us samay pranay ke pas na hi computer than a hi internet, to waha eke k Rupee bacha kar internet ki dukano me jake usko chalane ki koshish karte or ese hi kuch samay baad unhone computer chalana seekh liya aur fir internet pe dhere dhere waha sab kuch dhundne lage.

Kuch samay baad pranay ko pata chala ki Fl Studio naam kai software jisko DAW bhi kehta hae uspe hi avicii apna sangeet banate hae.

N

Fir 2011 me unke bade bhai apni padhai ke liye ek second hand computer laye or pranay ne usi pe fl studio daal kar sab sikhna chalu kara

Pranay internet ki dukaan jate rehte the or sab dhere dhere Youtube kai madhyam se sikhne lage apni school ki pdhai kai sath sath waha ye sab kar rahe the

Fir waha kuch dusre songs kai remixes banake apni music banana ki taknik ko sudharne aur acha karne lage.

Aajivka:[badlo | source ke badlo]

2016 me unhone apna pehla song release kara jiska naam tha ‘Sad boy’.

Yaha sangeet bina bol ka tha kyu ki us time pranay ko koi bhi geetkar nahi mil raha tha industry me naya hone kai karan. Par pranay ko sad boy kai release kai baad achi kasi prashansha mili.

Fir iske baad unhone USA mai rehne wale ek geetkar ‘Zack Gray’ ko message bheja unke dusre song ’Lie over you’(2) kai liye, joki USA kai ek bade independent music label pe release hoa jiska naam hae ‘Chill nation’.

Iske baad pranay ki ek alah pehchan hone lagi waha log unhe unke khudka sound and style se pehchanne lage log unki is baat se aur prashansha kar rahe the ki waha ek behat hi purane computer pe aur bina koi studio monitor ya ache headphones kai bina bana rahe the.

Fir unhone aur sangeet release kare khudse hi ese chalta raha fir 14 may 2020 ko unka ek sabse bada sapna pura ho gaya , jab pranay ne ek instrumental apne dream music label ‘Ultra music’ ko bheja aur unhone pranay ko apna official artist ban aliya, iske baad pranay ki zindagi puri tarha se badal gayi aur pranay ne fir uske baad ek naya laptop and ache headphones le liye jispe wo aramse kaam kar sakte the.

Pranay ek lote  aur pehle Indian hae jo ultra music kai official artist bane hae.[2][3]

Aur iske saath saath waha ek lote electronic Indian hae jinke sangeet BBC radio 1 pe baje hae [4][5]

Ek lote Indian hae jinka sangeet siriusxm USA ka sabse bada radio pe sangeet baje hae

Pranay Rollingstone magazine joki music industry me sabse badi magazine me aati hae uspe bhi kai baar feature ho chuke hae (4)

  1. https://rollingstoneindia.com/premiere-hear-indore-producer-mune-sublime-new-song-silence/
  2. 2.0 2.1 https://edmidentity.com/2020/12/28/this-is-home-008-mune/
  3. https://rollingstoneindia.com/indore-producer-mune-song-back-to-old-me/
  4. https://themusicessentials.com/music/mune-back-to-old-me/
  5. https://www.bbc.co.uk/programmes/p07xn2r6