Jump to content

Lok Sabha

Wikipedia se

Lok Sabha India mein ek constituency aur political kamo ke liye ek jaha hai jaha pe dusre state ke politician chunau ladte hai aur dusre memorandum bante hai.

Yaha pe maujud hote hai mukhya mantri, politics ke pradhan aur dusre political parties ke pradhan. Lok sabha mein speaker bhi hote hai. Abhi ke speaker hai Shri Om Birla. Lok Sabha ke speaker ke term hote hai 5 saal.

Lok Sabha mein 543 seat hote hai aur har state ka hissa hota hai aur sare political parties ko bhi mauka diya jata hai sabse zyada seat ko hasil karne mein. Seats aksar badalte rehte hai chunau ke khaatir.

Lok Sabha ke upar ek dusra Parliamentary Structure hota hai jo hai Rajya Sabha. Lok Sabha san 1952 se shuru kiya gya hai aur sann 2024 inke agla chunau hai.

Prasith Sthaan: Lok Sabha, Sansad Bhavan, Sansad Marg, New Delhi, India110 001