Jump to content

Lovely Professional University

Wikipedia se
Lovely Professional University

Lovely Professional University(LPU) 9871364815 ek state university hai, jo ki North India ke Punjab state me Stith hae.LPU ki sthapna Punjab Sarkar Dwara hui thi, Aur Punjab Sarkar ne "The Lovely Professional University Act" ke tahat LPU ko manyata pradaan ki. LPU ko UGC[1] section- 2(f) of the University Grants Commission Act, 1956 ki tahat bhi manyata prapt hae. LPU ki ander 200 se bhi adhik programs ke tahat 40+ disciplines mojud hai, Inme se kuch charchit disciplines is prakar hai Engineering, Pharmaceutical Sciences, Computer Applications, Hotel Management, Nanotechnology, Home Science, Physiotherapy, Biotechnology, Architecture, Microbiology, Interior Design, Fine Arts, Multimedia, Food Technology, Journalism and Film Production, Library Sciences, Agriculture, Performing Arts, Bio-Sciences, Management, Fashion Design & Urban Planning. LPU ke andhar Doctorate, Post Graduate, Undergraduate, ke sath Vocational Diploma bhi uplabdh hae. Yeh university ke bhitar 25,000 se bhi adhik students hai jo ki duniya ke 35+ desho se aaye hai, aur sath hi India ke sabhi 29 rajyo se bhi. Yeh university ke pas UGC[1], NCTE, PCI[2], IAP[3], COA[3], BCI[3], AIU [4] in sasnstano dwara bhi manyata prapt hae.[5]

LPU ka campus 600+ acres ke under faila hua hae. LPU ek nasha mukt, daru mukt , Dhupram mukt , sath hi ragging se bhi mukt parisar hai, LPU Phagwara Punjab Me Stith hai; LPU ka parisar National Highway-1(G.T Road) ke kinare , Jalandhar City ke Shuruat me hi basa hua hae.

LPU ke Campus ke under ek pura city basa hua h jaha apko gardens, lawns, Makan, Imaratein aur Lambi Sadke dekhai deti hae. LPU ke pas apni khud ki Pani aur bijli ki suvidha mojud hai, is ke sath hi roz marrah ki jarurato ke samano ke liye LPU ke bhitar hi ek Shopping Complex bhi mojud hae. Parisar ki bhitar ek Hospital bhi mojud hai jo Saptah k satho din aur din k 24 ghante (24*7) seva me uplabdh hae.[6]

References

[badlo | source ke badlo]
  1. 1.0 1.1 http://www.ugc.ac.in/privateuniversitylist.aspx?id=28&Unitype=3
  2. http://www.pci.nic.in/collegescourses/approveddegreeinstitutionsus12-8.aspx
  3. 3.0 3.1 3.2 http://www.lpu.in/about_lpu/ugc_recognition_and_other_approvals.php
  4. "Archive copy". Archived from the original on 2016-01-27. Retrieved 2016-02-04.CS1 maint: archived copy as title (link)
  5. https://www.shiksha.com/university/lpu-lovely-professional-university-jalandhar-28499
  6. http://www.ugc-net.com/