Karnali

Wikipedia se
Nepali dhoj

Karnali Nepal ka ek anchal hae. Ye anchal ka nam Nepal ki sabse lambi nadi Karnali nadi ke name se rakha gaya hae. Karnali anchal Nepal ke 5 Vikas kshetron me se Madhya pashchimanchal vikas kshetra men padta hae. Ye anchal Nepal ke pashchim me avasthit hae. Karnali anchalko 5 jilon men bibhajit kiya hua hae.

Karnali anchal

Karnali anchal ke jile]][badlo | source ke badlo]

  1. Dolpa jila
  2. Humla jila
  3. Jumla jila
  4. Kalikot jila
  5. Mugu jila

Ye bhi dekhen[badlo | source ke badlo]